हिंदी कविता - खामोश सी ये जिंदगी

 KHAAMOSH SII YE ZINDAGI...

KHAAMOSH SII YE ZINDAGI AKSAR YE BAATEIN KARTI HAI KE 

KYA PAA LIYA 

KYA REH GAYA 

KYA KHOO GAYA 

KYA NAI PATA 

KYA HAAL HAI 

KYA AELAAN HAI 

KYA HOOGA AUR 

KYA HOO RAHA HAI...

KHAAMOSH SII YE ZINDAGI...

KABHII ZOOR ZOOR SE MANN MAIN KHUSHII HOONE KAA DANKAA BAJAAYE, KABHII KUCH ALAG HII DHANG SE MAAYUSS HOOKAR ROOTH JAAYE...ALAG SAA HII AEHSAAS DIL MAIN ROOJ NAA JAANE KYA MEHSUUS KARWAATA HAI, JOO HAR PAL ANGINAT KHAYALOO MAIN ISS ZINDAGII KOO LEE JAATA HAI...

KHAAMOSH SII YE ZINDAGI...

DHARTI PAR REH KAR INSAAN APNI ZINDAGI MAIN BUS JANNAT KOO HII PAANA CHAHTA HAI, ZARAA SAA DUKH ZINDAGII MAIN AA JAAYE TOO HAR WAQT KHUDAA KOO AISI ZINDAGII KE LIYE TOOKKA JAATA HAI...ZINDAGII PEHLU HAI ACHE AUR BURE WAQT KII AE HUZOOR, BEKAAR MAIN ITNI KHOOBSOORAT SII ZINDAGII MAIN HAR PAL DUKH KE AANSUU KYO BAHAAYE...

KHAAMOSH SII YE ZINDAGI...

HAR LAMHA KUCH NAYII SEEKH SEEKHAATI HAI YE ZINDAGI, QITABOON SE KAYI GUUNA JYADA GYAAN BADHAATI HAI YE ZINDAGI...NAA KARO JYADA ARMAANO KII KWAHISH ISS ZINDAGI MAIN, JOO PASS HAI USSI MAIN KHUSH REHKAR JEENA SEEKH LOO ISS AJAB SII ZINDAGII MAIN...

KHAAMOSH SII YE ZINDAGI...

AJAB GAJAB SE KHEL DIKHAATI HAI YE ZINDAGI, SAB HOOKAR BHII KAAFI KUCH PAANE KII AJEEB SII AAS LAGATII HAI YE ZINDAGI...KUSHII SEE JEENA CHAIYE APNI ZINDAGI KOO, KYA PATA KAB ZINDAGI KAA SATH CHOODH JAAYE YE ZINDAGI...

KHAAMOSH SII YE ZINDAGI...


*******My Gears*******

Nikon D3500 DSLR Camera - https://amzn.to/3hDxJyU

Boya Mic for Recording - https://amzn.to/2RyRb4Z

DSLR Tripod Stand – https://amzn.to/3bDRB0S

Samsung M31s Mobile – https://amzn.to/3tV28uY

Lightning Setup - https://amzn.to/3v4885T

Laptop - https://amzn.to/3ov4ShB

Comments

Popular posts from this blog

हिंदी कविता - उम्मीदों की कश्ती

Lohri Shayari 2019 | Lohri Poem

घाट नदी का