Posts

Showing posts from May, 2021

हिंदी कविता : प्यारी बेटियां

#poetry #shayari #kavita #motivationalshayari पापा की परी होती है प्यारी बेटियां   माँ की ममता मैं खुद को छिपाए रखती है प्यारी बेटियां   घर के आँगन में अपनी अलग ही जगह रखती है प्यारी बेटियां   बचपन से जवानी तक जिस घर में रहती है वो छोड़ कर दूसरे घर चली जाती है प्यारी बेटियां   बचपन से ही घर के आँगन को महका देती है प्यारी बेटियां   कई बार रोते रोते खुद ही हस्स जाती है प्यारी बेटियां   बेटे से बढ़कर हर पल के लिए दिल में बस जाती है प्यारी बेटियां   घर के जेवर जायदाद से कोसो दूर होती है प्यारी बेटियां   ज़िंदगी के लाखों ग़मों के कड़वे घूंट युही पी जाती है प्यारी बेटियां   हर घर की नींव मानी जाती है प्यारी बेटियां   हर कामयाब शख्स को उसकी मज़िल तक ले जाती है प्यारी बेटियां   बेटी बीवी माँ नानी दादी सबके फ़र्ज़ हिम्मत से निभाती है प्यारी बेटियां   पता ही नही चलता कब शादी के लायक हो जाती है प्यारी बेट...

हिंदी कविता - वक़्त मिलता है

  #poetry #shayari #kavita #motivationalshayari WAQT MILTA HAI TOO KABHII KHUD SE BAAT KAR LETE HAI   BEHTE SAMANDAR MAIN DUR TAK TAIRNE KAA JATTAN KAR LETE HAI   NAA JAANE YE MANN KYA KYA SOCHTA REHTA HAI HAR PAL BUS YUHII MANN KOO BEHLAA FUSLAA KAR DIL KII BAATEIN CHAR KAR LETE HAI   WAQT MILTA HAI TOO KABHII KHUD SE BAAT KAR LETE HAI     KABHII LAGTA HAI KE ZINDAGI MAIN PAA LIYA SAB KUCH   KABHII LAGTA HAI KUCH KIYA HII NAHI UMAR BHAR   HAR PAL NAA JAANE KAISI AJEEB SII ULJHAN MAIN ULJHE REHTE HAI JAB WAQT NIKAL JAATA HAI TOO GUZRE WAQT KE EHSAAS SE HII KAAM CHALA LETE HAI   WAQT MILTA HAI TOO KABHII KHUD SE BAAT KAR LETE HAI     KHUD SE BAAT KARTE KARTE KAISII BAATON KII ULJHANO MAIN ULAJHNE LAGTE HAI   ULAJH KAR PATA BHII NAI CHALTA KE AB INN ULJHII BAATON KOO SULJHAAYE KAISE   ARSAA GUZAR JAATA HAI AISE HII KABHII KISI BAAT TOO KABHII KISI AUR BAAT MAIN   ISSI TARAH ZINDAGI KII KITAAB KAA EK EK PANNA APNE HISAAB...

हिंदी कविता - मासूम सा बचपन

#poetry #shayari #kavita #motivationalshayari KITNA MAASUUM SAA HOOTA HAI YE BACHPAN...   NAA GILA NAA SHIKWAA SE BANDHA HAI YE BACHPAN...   HUMESHA KHELNE KUDNE MAIN HII KHOYA REHTA HAI YE BACHPAN...   NAA KISI KE LIYE MANN MAIN KUCH BURAA SOCHTA HAI YE BACHPAN...   BACHHO KO DEKH KAR HAR BADE INSAAN KO YAAD AA JAATA HAI YE BACHPAN...   BHAGDAUD BHARI ZINDAGI AUR PAISE KAMAANE KII DAUD SE BADI DUR HAI YE BACHPAN...   DIL MAIN AASMAAN TAK UDNE KA SAHAS RAKHTA HAI YE BACHPAN...   MAA BAAP KOO APNI POORI DUNIYAA SAMAJHTA HAI YE BACHPAN...   CHOOTI CHOOTI BAATOON KA BURRA NAI MAANTA HAI YE BACHPAN...   HAR DIN SCHOOL NA JAANE KA NAYA BAHAANA DHUDHTA HAI YE BACHPAN...   BINA DEKHE RANGOON SE NAYI DUNIYAA BANA LETA HAI YE BACHPAN...   KAAGAJ KII NAAV KO BAARISH KE BEHTE PAANI MAIN DUR TAK LEE JAATA HAI YE BACHPAN...   CYCLE KE PAHIYE KOO LAKDI KE DANDE SE MUHALLE KI SAIR KARWATA HAI YE BACHPAN...    MAA KII MAMTA MAIN KHUD...

हिंदी कविता - अरमानो के दिए

  #poetry #shayari #kavita #motivationalshayari CHALE JAATE HAI ZINDAGII MAIN AARMAANO KE DIYE JALAAKAR... ISS ZINDAGII MAIN AARMAANO KAA KUCH ALAG SAA KHEL CHALTA HAI, JAISE HII EK ARMAAN POORA HOOTA TOO DUSRAA APNE SATH 4-5 AUR NAAYE ARMAAN LIYE ZINDAGII MAIN DASTAK DEE DETA HAI... ZINDAGII TOO BUS U HII CHALII JAATI HAI KABHII APNE TOO KABHII APNO KE ARMAANON KOO POORA KARNE MAIN, KHUDAA JAANA KAB INN ARMAANO KII BHAAGDAUDH SE HUM KHUD KOO UBHAAR PAAYEGE... CHALE JAATE HAI ZINDAGII MAIN AARMAANO KE DIYE JALAAKAR...     KAISI DAUDH MAIN BHAGTTA CHALA JAA RAHA HAI INSAAN, NAA DIN KAA HOSH NAA RAAT KAA KHAYAL BUS HAR PAL EK KE BAAD EK NAYA ARMAAN...ZAROORAT HAI MANN MAIN DEHRAAV LEKAR AANE KII, JOO BHAGTE HUE MANN KOO ROOK KAR NAYII ZINDAGI KII TARAF LEE JAAYE... CHALE JAATE HAI ZINDAGII MAIN AARMAANO KE DIYE JALAAKAR...     AARMAANO KII KASHTII MAIN SAWAARI KARKE ZINDAGII KOO NAA JAANE KAUN SII DISHAA MAIN LEKAR JAANE KAA JATAN ROOZ KARTE HAI, KASHTII AARAM SE ...